Best Love Status in Hindi 2016
Best Love Status in Hindi 2016
- Aankhon me lagakar Kajal, Zulfon me basakar Badaal, E Mere Sanaam Tum Kaha chale, Hawaa me Lahera kar Aanchal.
- रोज़ तेरा इंतज़ार होता है, रोज़ ये दिल बेक़रार होता है, काश तुम ये समझ सकते की, चुप रहने वालों को भी किसी से प्यार होता है..
- दिल में हो आप तो कोई और ख़ास कैसे होगा,
यादों में आपके सिवा कोई पास कैसे होगा,
हिचकियां केहती है आप याद करते हो…
पर बोलोगे नहीं तो हमें अहसास कैसे होगा ? - Ae dil kahi le chal tera bada karam hoga,
Na hum honge na koi gam hoga,
Unko takleef hoti hai meri mohbbat se,
Hum hi na honge to unka thoda dard to kam hoga - खुद ही दे जाओगे तो बेहतर है..!
वरना हम दिल चुरा भी लेते हैं..! - Zindagi Kitni Khubsurat hoti,
Agar teri chahat adhoori na hoti,
Kuchh uljhane khuchh majbooriyan hoti beshak,
Magar pyar mein itni dooriyan na hoti.. - Kaash koyi hum par bhi itna pyaar jatati, Piche se aakar wo hamari ankho ko chupati, Hum puchhte ki kaun ho tum…?? Aur wo has kar khudko hamari jaan batati.
- Ek awaaz hai joh mere kano mein goonjti rehti hai … ek chehra hai joh meri aankhon ke samne baar baar aa jata hai … mere dil ka sukoon thi woh
- Yeh zindagi chal toh rahi thi … par tere aane se maine jeena shuru kiya..
- Main kyu pukaru use ki lout aao, Kya use khaber nahi,,,,Ki kuchh nhi mere pas uske siwaye.
- iss seher me sab jaldi me hote hai lekin time par kois nahi pochta.
- मोह्ब्बत किसी ऐसे शख्स की तलाश
नही करती जिसके साथ रहा जाये,
#मोह्ब्बत तो ऐसे शख्स की तलाश
करती हे जिसके बगेर रहा न जाये !!! - DIL Ki KhwaiSh”Ko Naam Kya Du?
PyaR”Ka Use PaiGam Kya Du?
Is DIL Me”DaRD Nhi UsKi YaaDe He,
Ab YaaDe”Hi DaRD De To Use ILzaam Kya Du.?? - Aache dost ko hamesha manana chahiye chahe vo kitne bhi ruth jaye kyonke…………. wo kamene hamare sare razz jante hai.
- Duniya mein kitni hai nafratein … phir bhi dilon mein hai chahatein … mar bhi jayen pyar waale … mit bhi jayen yaar waale … zinda rehti unki mohabbatein
- I want to forget all the times when we were together, Bot because I doesn’t love her, Because it hurts too much to remember.
- Hame dekh k chehra ghuma lete hai,
mere naam pe najre fira lete hai,
par ek bat pe na chale jor unka,
krte hai baatein gairo ki,
lekin kasme mere nam ki kha lete hai.. - Qayamat toot padti hai zara se hoth hilne par na jaane kya hashr hoga agar vo muskuraye to..
- Badi muddat se mere dil mein ek tasveer behti hai… teri zulfon ke chao mein meri taqdeer behti hai…
- Teri Khushbu se Mein Bimar Ho gaya, Jabse Dekha Tujhe Gorii Pyaar Ho gaya.
- हवा भी रूक जाती है कहने को कुछ तराने… बारिश की बूंदे भी उसे छूने को करती है बहाने..
- रोज़ तेरा इंतज़ार होता है, रोज़ ये दिल बेक़रार होता है, काश तुम ये समझ सकते की, चुप रहने वालों को भी किसी से प्यार होता है..
- छोड़ दे अब उससे वफ़ा की उम्मीद, जो रुला सकता है वो भुला भी सकता है..
- रंगो और नूर की शमा है मेरी जान… फूलों की तरह है मुस्कान उसकी..
- आ छोडकर इस जंहा को कही दूर चले,
मोहब्बत से हमारी वंहा कोई ना जले,
में दिल में बसा लू तुझे अपने…
तू छुपा ले मुझको अपनी पलकों तले !! - Bheegte Rehte hai baarish mein Aksar, Kabhi Maangi kisi Se Panaah Nahi.
Hasrate Puri Na ho to Na Sahi, Khwaab dekhna to koi Gunaah Nhi. - Sirf najdikiyo se mohabbat hua nahi karti, Fasle jo dilon me ho to fir chahat hua nhi karti Agar naraz ho khafa ho to shikayat karo hamse Khamosh rahne se dilo ki duriya mita nhi karti.
- You and me make a wonderful ‘WE’
- Badi Mushkil Se Bani Hun,
Toot Jane Ke Baad..
Mai Aaj Bhi Roo Deti Hun,
Muskurane Ke Baad..
Tujhse Mohabbat Thi Mujhe Be’intiha
Lekin Aksar Yeh Mehsus Hua Tere Jane Ke Baad..
Ab Tak Dhundh Rahi Hun Apne Andar Ke Uss Shakhs Ko,
Jo Nazar Se Kho Gaya Hai Nazar Aane Ke Baad.
Best Love Status in Hindi 2016
Reviewed by vipulchauhan447
on
10:39
Rating:
No comments: